chilla rahi apne madur surile kanto ko jabra tej kar rahi thi aur kah rahi thi "are main kuch din so kya gayi tum to lange ho gaye are jara ruko yeh tum kya kar rahe ho mere gahenoko kis padosi ke ghar main rakh rahe ho jara sambhl kar .mere laj ko kyon luta rahe ho are mere saputo yeh kya kar rahe ho "main unke paas gaya aur pucha "are chachi chilati kyon hokaha koi lut raha hai kaha kuch ho raha hai"usne kaha "main chchi nahi hoon beta main to teri maa hoon bharat maa are bhul gaya tune kabhi mere liye haste haste sine par goli khai thi lekin mere kumut ko jamin par girne nahi diya tha"aur tabhi meri need tut gayi aur maine kaha o main to dar gaya tha chalachha hai ye sapna tha.